top of page

Forum Posts

ruchika singh
Jul 12, 2022
In Questions & Answers
Namaste sir, kumbh lagan me dusre bhav me sukhra(7°43'08") aur budh(28°00'08") yuti hai. Teesre bhav me surya(04°03'53"). Chauthe bhav me guru(16°54'36") aur shani(05°47'08") ki yuti hai. Pancham me rahu(16°09'00"). Ikyadas me mangal(02°03'33") aur ketu ki yuti hai. Chandrma(28°26'55") duadas me. Sir please thodha btayiye. Sir one more thing ish person ko abhi se hee kuch problems face krni padh rhi hai matlab kuch jaada hee itna ki ab inhko treatment krwana padh rha hai. Sir please btayiye kya solution h ? kya yeh thik hojaayenge ya puri life aise hee ?
0
0
4
ruchika singh
Feb 03, 2022
In Questions & Answers
Namaste sir, sir vrishabh lagan ki kundali lagan ki dgree 1°47'58" aur lagan mein hee shukra dev 29°37'13" aur shani dev 17°51'48" yuti hai dono ki aur 7th house mein mangal dev 21°34'23" ke hai. Sir chandrma tula rashi mein 2°10'20". Sir mera navmansh makar lagan ka hai lagan mein hee rahu mangal hai. Aur shukra 9th house me neech ke hai. Navmansh mein unhka neech bhang bhi horha hai. Sir kya mere lagnesh strong h aur navmansh me neech hone ke baadh bhi shadbal mein sabse strong shukra dev kyu hai? Please reply sir 🙏🏻
0
1
18
ruchika singh
Dec 09, 2021
In Questions & Answers
Jai shree ram, sir 23 nov 2021 se meri guru ki mahadasha start hui hai. Sir Lagan kundali mein guru 2nd house mein hai aur d9 mein 12th house mein dhanu rashi mein hai. Aur sir dhanu rashi lagan kundali mein 8th house mein aarhi hai. Ishka kya matlb hua sir please explain..? Sir my second question is.. lagan kundali mein guru budh aur rahu hai. Kya ishe guru chandal yog kahenge. Par bhav chalit mein guru aur budh 2nd house ko chor kar 3rd house mein chale gye hai.
Mahadasha naath ka connection 2nd aur 8th house se content media
0
0
11

ruchika singh

More actions
bottom of page