Sir simh lagna main lagna main hi Shani or ketu ki yuti hai dono ketu k hi nakshatra main hai. Saptam main Surya, budh, shukra or rahu hai. Shadbal main sabse strong planet Surya or Shani hi hai. Kya life main bht struggle rahega? Specially in married life! Kya kundali Milan se kuch struggle kam kar sakte hai? Pancham main brihaspati hai, Dasham main Chandra hai ucch ka or ekadash bhav main mangal hai. Kya jatak ki life main sirf struggle hai?
top of page
Astro Life Sutras
Call
T: 91-9821820026
91-9999486218
bottom of page