Sir Namaskaar, agar vrishabha lagna main Shani 3rd house main kark rashi main hai aur Chandrama 9th house main makar rashi main hai, 1st kya rashi parvartan ke fal achhe milenge? 2nd Dono Ki paraspar Drishti ka Fal Kaisa rahega? I am Worried as dono Mitra nahi hain & 9th house se dono ka connection ho raha hai....
(Navmansh main ye dono Shukra & Rahu ke saath 6th house main makar rashi main hain)
Abhaari...
(Nitesh Sharma)