Pratyantar dasha nikalne ka tarika mai yaha ek example se aapko samjhata hu.
Kaliyug me vimsottari dasha ka mahatva hai jisme 120 varsh hote hai.
sun-6
moon-10
mars- 7
budh-17
guru-16
shukra- 20
shani- 19
rahu 18
ketu-7
kul 120 varsh hue ye sabhi graho ki mahadasha ka samay hai.
Jis bhi grah ki dasha suru hoti hai usi grah ki anatar dasha pratyantar dasha sukhsham dasha aur pran dasha pahle suru hoti hai.
Ab pratyantar dasha nikalne ke liye jis grah ki mahadasha chal rahi hai usme jiski antardasha chal rahi hai use guna(multiply) kar le aur uttar ko 120 se bhag de de. is se aayegi maha dasha aur ab jo uttar aaya usko fir isi prakar guna kar ke 120 se bhaag de de to pratyantar dasha aayegi.
Example:- Jaise shukra ki dasha me surya ka antar aur pratyantar dasha ka udaharan lete hai.
shukra-20
sun-6yrs
(20X6)/120= 1year
arthaat shukra ki dasha me surya ka antar 1 varsha ka hoga.
ab 1 varsha me kitni pratyantar dasha hogi
(1X6)/120=1/20years
365days X1/20= 18.25 (18 days)
similarly any dasha and antar dasha can be calculated.
pratyantar dasha subh hoga ya asubh wo kaise jane ? plz reply.
Radhe Radhe satya shankar dash ji