Tula Lagna mein shukra aur buddha 12th bhav mein ho aur un par vakri shani (3rd bhav) ki drishti ho. To aise mein lagnesh shukra ko kaise dekhein? Shani shukra ke nakshtra mein hai, buddha surya(jo 11th bhav mein hai) ke nakshtra mein aur shukra chandrama (jo 10th bhav mein hai) ke nakshtra mein. Aise mein yahan shukra ke kya acche aur bure results honge? aur shukra ko bali karne ke kya upaya hain.
Dhanywaad.