लग्न बली है, कैसे जाने? लग्न का बल उसके अंशों से देखा जाता है के lagnesh के बल से;या फिर लग्न में बैठे ग्रहों के बल से, या लग्न पर पड़ने वाली शुभ/ अशुभ दृष्टी से?
top of page
Astro Life Sutras
Call
T: 91-9821820026
91-9999486218
bottom of page
Call
T: 91-9821820026
91-9999486218
Lagn bhi ek bhav hai aur jaise hum kisi bhav ka bal dekhte hain waise hi lagn ka dekhenge:
Lagan me kaunsa grah hai (functional + natural benefic/malefic)
Lagnesh ka bal
Lagan ko dekh rahe graho ka prabhav (functional + natural benefic/malefic)
Lagan ke karak Surya ka bal (for health)
Lagan ki degrees (baal/mrit/yuva) avastha par itna dhyan nahi dena chahiye, imp ye hai ki lagan ki degree se close degrees par adhiktar planets ho (esp. functional benefics planets), un planets ka poorn asar aata hai, for eg. yadi lagan 1 degree ka ho (baal awastha) aur 9th lord 7th house me 1 degree ka baitha ho (baal awastha) to ye bhot acha hai (bhagyesh ka lagan par full aspect) as compared to lagan 15 degree ka ho (yuva avastha) aur bhagyesh 1 degree ka ho kyuki baad wale case me bhagyesh bhav sandhi par hoga hence lagan par drishti na ke barabar ayegi