Jai shree Ram , yadi chandra kundali se chalit kundali dekha jaaye tab mere kundali mein 5 planets 10th house ke degree se 15 degree aage aur peeche ke andar hi hain , then what to say ??
Dekhna to moon ki degree se hi chahie.. Lekin mera prashna hai ki moon chart mein chalit chart dekhte bhi hai?? Moon chart mein chalit chart ki kya upyogita hai qki bhavo ka nirdhaaran to lagna se hi kia jata hai...
Mere anusar chalit chart lagna se hi dekha jana chahie... Agar main galat hu to mujhe maaf kare aur kripya koi is prashna ka sahi uttar dekar hume enlighten kare... Chalit chart ki upyogita moon chart mein islie kam ho jati hai qki moon chart ki tarah hi sun chart, venus chart adi.. Sath hi indu lagna, upapada lagna adi se bhi chart ko dekha jata hai... Yadi sabhi charts mein chalit ko apply kare to ye ek jatil kriya hogi... No doubt moon chart se rajyog dusre yog dekhe jate hai... Moon chart strong ho to uski importance bad jati hai...
moon ki degree se.. as base is the moon now in moon chart.
Jai Shri Ram, beg pardon actually i didn't understood ur question